Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Anand
Home Anand
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oo hoo sun sun sun sun jeenewale jeena hai to jaan le tu jeene ke gun jeene ke gun jeene ke gun dukh mein sukhon ke sapne saja le aansu pe ga le khushiyon ki dhun oo hoo sun sun sun sun jeenewale jeena hai to jaan le tu jeene ke gun jeene ke gun jeene ke gun dukh ka basera ghar tera mera dukh ne hai ghera sabko yahan dukh mein chhupi hai sukh ki kahani dukh na sahe to chain kahaan ho kante nahin to phool kahaan hain phool yahan tu kaanton se chun oo sun sun sun sun jeenewale jeena hai to jaan le tu jeene ke gun jeene ke gun jeene ke gun sab kuchh haari vipda ki maari kyun dukhiyari naari yahaan jalke dukhon mein ban jaye sona naari hai devi naari hai maa hoo donon jahaan ke dard utha ke naari mita de sab avgun oo sun sun sun sun jeenewale jeena hai to jaan le tu jeene ke gun jeene ke gun jeene ke gun sing one sing on sing young sing on sing hindu sing muslim sing christian sing jyun sing one sing on sing young sing on aahaha haa sing one sing one sing on sing on
ta ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ho ho ta ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ho ho aa aa aa aa aa jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko o hoooo o hooo o hoooo o hooo hmm hmm hmm hmm jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko ye roop ki daulat waale kab sunte hain dil ke naale o o o o o o o o ye roop ki daulat waale kab sunte hain dil ke naale taqdeer na bas mein daale inke kisi deewane ko jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko jo inki nazar se khele dukh paaye musibat jhele o o o o o o o o jo inki nazar se khele dukh paaye musibat jhele phirte hain ye sab albele dil leke mukar jaane ko jeevan ke safar mein raahi milte hain bichhad jaane ko aur de jaaten hain yaaden tanhaayi mein tadpaane ko dil leke dagaa deten hain ik rog laga deten hain o o o o o o o dil leke dagaa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jeevan ki bagiyaa mehkegi lehkegi hmm hmm hmm jeevan ki bagiyaa mehkegi lehkegi chehkegi khushiyon ki kaliyaan jhoomengi jhoolengi phoolengi jeevan ki bagiya wo mera hoga wo sapna tera hoga miljul ke maanga wo tera mera hoga jab jab woh muskurayega apna savera hoga wo mera hoga wo sapna tera hoga miljul ke maanga wo tera mera hoga jab jab wo muskurayega apna savera hoga thoda humara thoda tumhaara aayega phir se bachpan humara jeevan ki bagiyaa mehkegi hmmm lehkegi hmmm chehkegi khushiyon ki kaliyaan jhoomengi jhoolengi phoolengi jeevan ki bagiya hum aur bandhenge hum tum kuchh aur bandhenge hoga koi beech to hum tum aur bandhenge baandhega dhaaga kachchaa hum tum tab aur bandhenge kuchh aur bandhenge hum tum kuchh aur bandhenge hoga koi beech to hum tum aur bandhenge baandhega dhaaga kachchaa hum tum tab aur bandhenge thoda humara thoda tumhaara aayega phir se bachpan humara jeevan ki bagiyaa mehkegi lehkegi chehkegi khushiyon ki
jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayee to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum apna hi aasmaan ho uss mein sada ude hum humsafar ban ke mere hardam hi saath mein rehna tum phoolon ke yeh zameen ho uss par sada chalen hum mastiyon ka yeh aalam ho gaate rahe geet hum aur tum gulsitan khilta rahe yeh kaarwan chalta rahe swarg mein ab yeh zameen badlenge hum pyaar ke rang mein tumhen rang denge hum rupiya jo paas mein ho duniya kareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum yuddh na ho kahin pe sukh shanti ho iss zameen pe pyaar ki baat se saathi duniya ko badlenge hum aur tum bhukh na ho
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha jo ijaazat ho to ek baat kahoon hmm hmm jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman suno na main bhi kuchh pyaar ke haalaat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman yeh bataa teri palkon mein chhipaa chhipaa kaun hai ho oo oo dilrubaa in aankhon mein tere siwaa kaun hai ho oo yeh bataa ho teri palkon mein chhipaa chhipaa kaun hai ho oo oo dilrubaa in aankhon mein tere siwaa kaun hai yeh adaa yeh masti isse kyaa kehte hain jee yeh na poochho yeh muhobbat ka hai deewaanapan jo ijaazat ho jo ijaazat ho to ek baat kahoon suno suno jaaneman kaho kaho jaaneman dil gayaa teri chaahat mein sanam meraa dil gayaa ho oo oo mil gayaa piyaa mujh ko to saara jahaan mil gayaa o o o o o o dil gayaa teri chaahat mein sanam meraa dil gayaa ho oo oo mil gayaa piyaa mujh ko to saara jahaan mil gayaa to
aah teededeeyeyii hiiii teededeeyeyii hiiii urrrrrrrrrrrrrrruu jo main hota ek toota taara teri raaton ka raaton ka to kya hota jo main hoti koi bhatki kiran uss taare ki taare ki to kya hota jo main hota ek toota taara teri raaton ka raaton ka to kya hota jo main hoti koi bhatki kiran uss taare ki taare ki to kya hota bante sang sang aaa mitte sang sang aaa jeete sang sang aaa marte sang sang udlee udlee udlee udlee udleee udlee uhh huuu jo main hoti udi udi needein teri aankhon ki aankhon ki to kya hota jo main hota meetha meetha sapna unn neendon ka haan neendon ka to kya hota jo main hoti udi udi needein teri aankhon ki aankhon ki to to kya hota jo main hota meetha meetha sapna unn neendon ka neendon ka to kya hota bante sang sang mitte sang sang jeete sang sang marte sang sang kuukuu ukkuu ukkuu ukkuu ukkuu ukkuu kuku hey jo main hota kismat ka likha teri haathon ka aaa haathon ka aaa to kya hota jo main hoti chhup chhup matlab teri baaton ka hmm re baaton ka
hey hooo hey ho hoo hey kaanchi kaanchi re kaanchi re preet meri saanchi ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho kaanchi re kaanchi re preet meri saanchi ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho ruk jaa na jaa dil tod ke tere haathon mein hai meri dori jaise kachche dhaage se main bandhaa aayaa aise hoo tere haathon mein hai meri dori jaise kachche dhaage se main bandhaa aayaa aise mushkil hai jeenaa de de o haseenaa mushkil hai jeenaa de de o haseenaa waapas mera dil mod ke hey ae kaanchi re kaanchi re preet meri saanchi ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho ruk jaa na jaa dil tod ke jhoothaa hai ye gussa tera sachcha nahin sachche premi ko tadpana achchhaa nahin hooo jhoothaa hai ye gussa tera sachcha nahin sachche premi ko tadpana achchhaa nahin waapas na aaoongaa main jo chala jaaoongaa waapas na aaoongaa main jo chala jaaoongaa ye teri galiyaan chhod ke hey ae kaancha re kaancha re pyaar mera saanchaa ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho kaancha re kaancha re pyaar mera saanchaa ruk
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe
kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kab se tanha ghum rahaa hoon duniyaa ke viraane mein khaali jaam liye baitha hoon kab se iss maikhaane mein koi to hoga mera saaki koi to pyaas bhujaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kisi ne mera dil na dekha na dil ka paigaam suna mujhko bas aawara samjha jisne mera naam suna ab tak to sabne thukraaya koi to pass bithayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi to dega sannate mein pyaar bhari aawaaz koi kaun ye jaane kab mil jaaye rasten mein humraaz koi mere dil ka dard samjh kar do aansoon to bahaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega koi na koi to aayega
lara rara raaaa lara ra ra rara kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kahaan jaa rahe the kahaan aa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the kho chale saare nishaan main yahaan dil hai kahaan kho chaleeeee saare nishaan main yahaan dil hai kahaan soye hain ke jaage chakraa gaye hum soye hain ke jaage chakraa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the lara lara laaa hoooo hoooo ooooo lara laaaaa lara ra laaaaa ye subah masti bhari yun hansi jaise pari ye subahhh masti bhari yun hansi jaise pari kismat ko shayad yaad aa gaye hum kismat ko shayad yaad aa gaye hum kisi ki nighahon se kisi ki nighahon se takraa gaye hum takraa gaye hum kahaan jaa rahe the ajnabi apna hua sach mera sapna hua ajnabiiiii apna
hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera wahin sau diye jaalaye tere rukh ki chandani ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil mujhe dar badar phiraya mere dil ki saadagi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon kiya beqaraar aksar mujhe ek aadmi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun hai yahin karam
hmmm kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu kya nahin mere paas kya nahin mere paas dhan bhi izzat bhi bangla bhi car bhi jaam bhi sharaab bhi bangla bhi car bhi jaam bhi sharaab bhi baag o bahaar bhi are kya nahin mere paas aa ha ha haaa haaa hey hey hey hey hey nazren nazaare bhi chaand aur taare bhi saaqi maekhana bhi saara zamaana bhi aaj main duniya khareed sakta hoon lekin kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu zindagi hai ek cigaar teri zindagi hai ek cigaar o teri zindagi hai ek cigaar kaun tujhe samjhaaye zor se jitni kash khinche tu zor se jitni kash khinche tu utni jalti jaaye aah ha ha ha ha oo ho ho ho hoo apne se khel tu ha ha duniya se khel tu ha ha zindagi se khel tu kismat se khel tu tu sabhi se khel sakta hai lekin kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai
kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya
Karib Aao Na
kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de mushkil hai iss jahaan mein aazaadiyon se rehna mushkil hai iss jahaan mein aazaadiyon se rehna jo baat dil mein aaye usko zubaan se kehna jo baat dil mein aaye usko zubaan se kehna aazaad tu hai jaisa waisa humein bana de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de nafrat ki waadiyon se ho door ek basera shaame jahaan suhaani rangeen ho savera nafrat ki waadiyon se ho door ek basera shaame jahaan suhaani rangeen ho savera woh kaun si hai duniya rasta zara dikha de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmmm khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao subah pe jis tarah shaam kaa ho gumaan subah pe jis tarah shaam kaa ho gumaan zulfon mein ik chehraa kuchh zaahir kuchh nihaar khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao dhadkanon ne suni ik sadaa paaon ki dhadkanon ne suni ik sadaa paaon ki aur dil pe lehraai aanchal ki chhaaon si aur dil pe lehraai aanchal ki chhaaon si khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao khaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao ooo der se kitni door khadi ho aur kareeb aa jaao mil hi jaati ho tum mujhko har mod pe mil hi jaati ho tum mujhko har mod pe chal deti ho kitne afsaane chhod ke chal deti ho kitne afsaane chhod ke khaab ho tum yaa
ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand masti bhari hawaa jo chali masti bhari hawaa jo chali khil khil gayi ye dil ki kali mann ki gali mein hai khalbali ke unko to bulaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand taare chale nazaare chale taare chale nazaare chale sang sang mere wo saare chale chaaron taraf ishaare chale kisi ke to ho jaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand oooooo ooooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo aisi hi raat bheegi si raat aisi hi raat bheegi si raat haathon mein haath hote wo
mainkeha ji ki gall hai koyi nahin ji koyi nahin ki gal hai koyi nahin aji ki gal hai koyi nahin ki gal hai koyi nahin aji ki gal hai koyi nahin teri aankhon se lagta hai ke tu kal raat ko soyi nahin ki gal hai koyi nahin ki gal hai koyi nahin neend hai kya hai kaun si cheez jo maine tere pyaar mein khoyi nahin ki gal hai koyi nahin aji ki gal hai koyi nahin gal da matlab baat hooo gal da matlab baat ve channa baat nahin koyi aisi dil ki aag bujhaaye jo barsaat nahin koyi aisi ji bhar ke hum mile hon jab mulaaqaat nahin koyi aisi jab main saari raat na jaagi raat nahin koyi aisi are ye to meri himmat hai haan ye to meri himmat hai main tadpi jaagi royi nahin ki gal hai koyi nahin aji ki gal hai koyi nahin ki gal hai koyi nahin aji ki gal hai koyi nahin ik hum aaj akele ik hum aaj akele us pe mausam ye mastaana jaag utha hai dil mein shaayad dard koyi puraana tu jo kuchh bhi aaj kahegi hoga ek bahaana main tujhko chhedunga varna chhod de ye sharmaana dekhne sunne
aaraam se dil door hai aur dard se majboor oo oo ooo kyun phir bhi nahin meri mohabbat tujhe manzoor kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko wo aaraam jiski zaroorat hai tujhko zaroorat hai tujhko milega tujhe ho milega tujhe meri baahon mein kho ke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara tera dil hi khud tera dushman hai warna tera dil hi khud tera dushman hai warna tujhe muskuraane se kyun koi roke kahaan tak diye jaayega dil ko dhoke kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein ho sama hi ja inmein meri ye sajaa hai sama bhi ja inmein khule hain in aankhon ki kab se jharokhe kisi din zara dekh mera bhi ho ke kisi din zara
kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi milon hai khamoshi barson hai tanhaayi bhooli duniyaan kabhi ki tujhe bhi mujhe bhi phir kyun aankh bhar aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi koi bhi saaya nahin raahon mein koi bhi aayegaa na baahon mein tere liye mere liye koi nahin rone waala hoo jhooti bhi naata nahin chaahon mein tu hi kyun dooba rahen aahoon mein koi kisi sang mare aisa nahin hone waala koi nahin jo yunhi jahaan mein baante peer paraayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi tujhe kya beeti huyi raaton se mujhe kya khoyi huyi baaton se sej nahin cheeta sahi jo bhi milen sona hoga hooo gayi jo dori chhuti haanthon se lena kya toote huye saathon se khushi jahaan maangi tune wahin mujhe rona hoga na koi tera na koi mera phir kis ki yaad aayi kiska rasta dekhe aye dil aye saudaayi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jeenewale Jeena Hai Swami Dada (1982) 05:13 36924
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan Sagari
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mithun Chakravarti
Duration : 05:13   Song Number : 36924   

Jeevan Ke Safar Mein Raahi Munimji (1955) 03:51 20668
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:51   Song Number : 20668   

Jeevan Ki Bagiyaa Tere Mere Sapne (1971) 04:18 18113
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mumtaj
Duration : 04:18   Song Number : 18113   

Jhoom Jhoom Naachen Hum Chor Chor (1995) 04:43 13005
 
Poster of Chor Chor (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Anu Aggarwal, Prashant, Anand, Heera
Duration : 04:43   Song Number : 13005   

Jo Ijaazat Ho To Baat Ek Raat Ki (1962) 04:43 12823
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 04:43   Song Number : 12823   

Jo Main Hota Ek Toota Chhupa Rustam (1973) 05:16 12835
 
Poster of Chhupa Rustam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Vijay Anand, Bindu
Duration : 05:16   Song Number : 12835   

Kaanchi Re Kaanchi Re Hare Rama Hare Krishna (1971) 05:14 20701
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mumtaj
Raag- 
Bhupali
Duration : 05:14   Song Number : 20701   

Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 04:00 20707
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Sadhana
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20707   

Kabhi Na Kabhi Kahin Sharabi (1964) 04:07 14229
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:07   Song Number : 14229   

Kahaan Jaa Rahe The Love Marriage (1959) 04:32 13625
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:32   Song Number : 13625   

Kahin Be Khayal Ho Kar Teen Devian (1965) 06:34 14335
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:34   Song Number : 14335   

Kaisa Hai Mera Dil Gambler (1971) 03:34 39358
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:34   Song Number : 39358   

Kal Ki Daulat Aaj Ki Asli-Naqli (1962) 03:30 12747
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:30   Song Number : 12747   

Kareeb Aao Na Love Marriage (1959) 04:02 40639
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:02   Song Number : 40639   

Kehte Hain Pyaar Kisko Baarish (1957) 03:26 40621
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 40621   

Khaab Ho Tum Yaa Koi Teen Devian (1965) 05:45 20776
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:45   Song Number : 20776   

Khoya Khoya Chaand Kala Bazar (1960) 04:43 12084
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:43   Song Number : 12084   

Ki Gal Hai Koi Nahin Jaaneman (1976) 04:27 38778
 
Poster of Jaaneman (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:27   Song Number : 38778   

Kisi Din Zara Dekh Mera Amar Deep (1958) 03:22 19363
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Padmini
Duration : 03:22   Song Number : 19363   

Kiska Rasta Dekhe Joshila (1973) 03:30 17967
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:30   Song Number : 17967   
Karaoke Songs of Anand, Sad Songs of Anand, Love Songs of Anand, Dance Songs of Anand, Hip-hop songs of Anand, Best songs of Anand, Super hit songs of Anand, hit songs of Anand, duet songs of Anand, solo songs of Anand, old songs of Anand, famous songs of Anand, Hindi Karaoke Songs of Anand, Hindi Sad Songs of Anand, Hindi Love Songs of Anand, Hindi Dance Songs of Anand, Hindi Hip-hop songs of Anand, best Hindi songs of Anand, super hit Hindi songs of Anand, hit Hindi songs of Anand, duet Hindi songs of Anand, solo Hindi songs of Anand, old Hindi songs of Anand, famous Hindi songs of Anand, Sing Along Songs of Anand, Sing Along Sad Songs of Anand, Sing Along Love Songs of Anand, Sing Along Dance Songs of Anand, Sing Along Hip-hop songs of Anand, Sing Along Best songs of Anand, Sing Along Super hit songs of Anand, Sing Along hit songs of Anand, Sing Along duet songs of Anand, Sing Along solo songs of Anand, Sing Along old songs of Anand, Sing Along famous songs of Anand